Hello dosto mai aaj aapko bataunga ki mobile me kisi app ki setting ya app ke data ko reset kaise karte hai.
Step by step Jankari:-
1. Sabse pahle aap mobile ka home screen on kijiye.
2. Ab apne mobile phone ke setting app pr click kare.
3. Ab usme bahut setting honge ,aap usme se #Application option ko chune. Aur uspe click kare.
4. Aap dekhenge ki sare App sow ho rhe honge , usme se jis app ko reset karna hai us pr click kare.
5. Ab ake setting open hogi, usme dhayan se dekhiye ake jagah per #Clear Data ka option diya hoga, us per click karke ok kar de.
6. Aap apne app ko dobara khologe to wah app new app ke jaisa dikhayi dega. Aur app ka data reset ho gya rahega.
.... Mai aasa karta hu ki aap ko ye jankari pasand aayi hogi.
Ager koi problem create ho rhi ho, to comment box me likh kar awasay bataye.
Aur jankari hindi me pane ke liye Visit Karte Rahe Hamara website TechLoveHelp
....Thanking of you....

0 Comments
Comments verify के बाद Show होगा कृपया परेशान ना हो